Baazaar mein Sardar ji aawaaz lagaate huye:
“Sher kaa pinjraa 20 rupaye mein, sher kaa pinjraa 20 rupaiye mein !”
Ek aurat ne pass jaa kar dekha, aur phir waapas aa gayi.
Doosri ne poocha: “Kya hua ?”.
Pehli waali boli: “KAMEENA, ‘UNDERWEAR’ bech raha hai.”.