Funny Santa Banta Jokes

Judge sahab aap bhi gawaaro wali baat kar rahe ho

Santa In Court ( Sad ) – Bachpan me agar
maa ki baat suni hoti to aaj ye din nahi
dekhna padta ..
.
.
.
Judge – Kya kahti thi tumhari maa ..??
.
.
.
.
Santa – Judge sahab aap bhi gawaaro wali
baat kar rahe ho,
.
Jab suni hi nahi, to bataau kaise.

Leave a Comment